% \startsong \stitle{har ek baat pe kahate ho tum ke tuu kyaa hai}% \film{non-Film}% \year{1948}% \starring{}% \singer{Saigal}% \music{}% \lyrics{Mirza Ghalib}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12238 [V S Rawat], 23/01/2004 % Credits: U.V. Ravindra % \printtitle #indian % har ek baat pe kahate ho tum ke tuu kyaa hai tumhii.n bataa_o ye andaaz\-e\-guftaguu kyaa hai \-2 har ek baat rago.n me.n dau.Dane rago.n me.n dau.Date phirane ke ham nahii.n qaa_il jab aa.Nkh hii se na Tapakaa to phir lahuu kyaa hai \-2 har ek baat piyuu.N sharaab e piyuu.N sharaab agar Kum bhii dekh luu.N do\-chaar ye shiishaa\-o\-qadah\-o\-kuuzaa\-o\-subuu kyaa hai \-2 har ek baat pe kahate ho tum ke tuu hu_aa hai shah kaa musaahib hu_aa hai shah kaa musaahib phire hai itaraataa \-2 wagaranaa shahar me.n Gaalib kii aabaruu kyaa hai \-2 har ek baat pe kahate ho tum ke tuu % #endindian \endsong %