% \startsong \stitle{mai.n ne aaj piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa}% \film{non-Film}% \year{}% \starring{}% \singer{Pankaj Mullick}% \music{Pankaj Mullick}% \lyrics{}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12155 [V S Rawat] % \printtitle #indian % mai.n ne ( mai.n ne aaj piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa ) \-2 amarit ko bhii jo sharamaa de \-2 aaG lagaa kar aaG bujhaa de aise aise mad ke ek ghuu.NT se bujhaa chukaa mai.n dil kaa jwaalaa piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa mai.n ne aaj piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa raG\-raG me.n \-3 raG\-raG me.n jisane dau.Daa dii ek bijalii kii lahar ghuumatii duniyaa merii nazar me.n pal bhar ga_ii Thahar ( mai.n ne dil ko banate dekhaa be piikar matawaalaa ) \-2 mai.n yaad karuu.Ngaa jab bhii is shaam ke niilepan ko ho.NTho.n me.n jalan sii jalan aur pyaar lagegii man ko tab aa.Nkho.n me.n tab aa.Nkho.n me.n chhaa jaayegaa is din kaa prem\-pyaalaa piyaa piyaa aa ho.NTho.n kaa pyaalaa \-2 % #endindian \endsong