% \startsong \stitle{nain hamaare saa.Njh sakaare dekhe.n laakho.n sapane}% \film{Annadata}% \year{1972}% \starring{Anil Dhawan, Jaya Bhaduri, Om Prakash}% \singer{Mukesh}% \music{Salil Chowdhury}% \lyrics{Yogesh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Surajit A Bose % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Vinay P Jain % \printtitle #indian % nain hamaare saa.Njh sakaare dekhe.n laakho.n sapane sach ye kahii.n ho.nge yaa nahii.n koii jaane naa, koii jaane naa yahaa.N chalate rahe Dagar pe Gam kii jinake vaaste chhalate rahe dilo.n ko ajanabii-se raaste sadiyo.n se chhaae, ye jo sapano.n ke saaye sach ye kahii.n ... man ye kahe dukhii na ho dukho.n se haar ke likhate rahe jo aa.Nsuo.n se giit pyaar ke giit vo chaahe roe koii ha.Nsake gaae sach ye kahii.n ... sunate rahe bahaaro.n kii jo roz aahaTe.n chunate rahe labo.n pe Gam ko muskuraahaTe.n dil me.n dabaae laakho.n aramaa.N jo haay sach ye kahii.n ... % #endindian \endsong %