% \startsong \stitle{sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko}% \film{Naaraaz}% \year{1994}% \starring{Mithun Chakraborty, Pooja Bhatt, Atul Agnihotri, Sonali Bendre}% \singer{Kumar Sanu}% \music{Anu Malik}% \lyrics{Qateel Shifai}% % % Audio On: Tips % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % (sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko)\-2 zubaa.N par teraa phir bhii naam aa rahaa hai (jahaa.N raaz ko chhupaayaa na jaa_e)\-2 mohabbat me.n aisaa makaam aa rahaa hai (sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko)\-2 zubaa.N par teraa phir bhii naam aa rahaa hai sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko (banaayaa hai mai.nne tujhe apanaa saaqii % he says rahe; shouldn't it be rahe.n? rahe kis tarah phir mere hosh baakii)\-2 rahe kis tarah phir mere hosh baakii (nazar yuu.N bahakane lagii hai ki jaise)\-2 mere saamane ko_ii jaam aa rahaa hai sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko zubaa.N par teraa phir bhii naam aa rahaa hai jahaa.N raaz ko chhupaayaa na jaa_e mohabbat me.n aisaa makaam aa rahaa hai sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko (ye zulfo.n ke baadal ghanere ghanere mere baazu_o.n par jo tuune bikhere)\-2 mere baazu_o.n par jo tuune bikhere (mai.n samajhaa ki jaise merii dha.Dakano.n ko)\-2 terii dha.Dakano.n kaa payaam aa rahaa hai sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko zubaa.N par teraa phir bhii naam aa rahaa hai jahaa.N raaz ko chhupaayaa na jaa_e mohabbat me.n aisaa makaam aa rahaa hai sa.Nbhaalaa hai mai.nne bahut apane dil ko % #endindian \endsong