% \startsong \stitle{ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa}% \film{Naghmaa}% \year{1953}% \starring{Nadira, Ashok Kumar, Om Prakash, Rupmala, Murad}% \singer{Shamshad}% \music{Nashad}% \lyrics{Nakshab}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11928 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % \printtitle #indian % ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa ba.Dii mushqil se ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa ke jis zaalim ne ta.Dapaayaa usii par mujh ko pyaar aayaa ba.Dii mushqil se ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa ba.Dii mushqil se iraade chhuuTane waale naa aramaa.N TuuTane waale \-2 mujhe tujh par yaqii.n hai.n ai meraa dil luuTane waale \-2 tujhe merii muhabbat tujhe merii muhabbat kaa na ab tak aitabaar aayaa ba.Dii mushqil se ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa ba.Dii mushqil se muhabbat raaz hai ye raaz baato.n me.n na khul jaaye \-2 bahut rokaa bahut chaahaa na lab par dil kii baat aaye \-2 magar phir bhii tumhaaraa magar phir bhii tumhaaraa naam lab par baar\-baar aayaa ba.Dii mushqil se ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa ke jis zaalim ne ta.Dapaayaa usii par mujh ko pyaar aayaa ba.Dii mushqil se kisii suurat se baaqii zindagii ke din bhii kaT jaaye.n \-2 gha.Dii bhar ke liye ai qaash wo gha.Diyaa.N palaT aaye.n \-2 wo gha.Diyaa.N jo meraa dil wo gha.Diyaa.N jo meraa dil terii mahafil me.n guzaar aayaa ba.Dii mushqil se ba.Dii mushqil se dil kii beqaraarii ko qaraar aayaa ke jis zaalim ne ta.Dapaayaa usii par mujh ko pyaar aayaa ba.Dii mushqil se % #endindian \endsong