% \startsong \stitle{mai.n vahii vahii baat ... har din nayaa din har raat na_ii raat}% \film{Nayaa Din Nai Raat}% \year{1974}% \starring{Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri}% \singer{Rafi}% \music{Laxmikant-Pyarelal}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11242 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % Credits: % \printtitle #indian % mai.n vahii vahii baat \-2 mere li_e to har din nayaa din har raat na_ii raat mai.n vahii vahii baat \threedots achchhii yaa Karaab pii lii jaisii milii sharaab pii lii saaqii nayaa hai jaam puraanaa ra.ng nayaa hai naam puraanaa subah ho yaa shaam mujhe mastii se kaam kyuu.Nki har din nayaa din \threedots apanaa hii lahuu pii rahaa huu.N marane ki li_e jii rahaa huu.N dil apanaa hai Gam apane hai.n duniyaa paraa_ii ( ham apane hai.n ) \-2 mujhe aa_e naa qaraar mai.n rahuu.N beqaraar kyuu.Nki har din nayaa din \threedots % #endindian \endsong