% \startsong \stitle{maine pii sharaab to tumane kyaa piyaa}% \film{Naya Rasta}% \year{1970}% \starring{Asha Parekh, Balraj Sahni, Jeetendra, Sujit Kumar, Veena, Farida Jalal}% \singer{Rafi}% \music{N Dutta}% \lyrics{Sahir}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10300 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % maine pii sharaab to tumane kyaa piyaa aadamii kaa Kuun mai.n zaliil huu.N tumako kyaa kahuu.N maine pii sharaab \threedots tum pi_o to Thiik ham pi_e.n to paap tum karo to puNy ham kare.n to paap ham tabaah\-haal ham faqiir log zindagii bhii rog maut bhii azaab maine pii sharaab \threedots tum kaho to sach ham kahe.n to jhuuTh tumako sab mu_aaf zulm ho ke luuT tumane kitane dil chaaq kar di_e maine to kiyaa khud ko hii Karaab maine pii sharaab \threedots riiti aur rivaaz sab tumhaare saath dharm aur samaaj sab tumhaare saath apane saath kyaa dhuul aur dhu_aa.n aane vaalaa daur legaa sab hisaab maine pii sharaab \threedots % #endindian \endsong