% \startsong \stitle{ai merii jaan\-e\-vafaa maine dekhaa hai ye kyaa}% \film{Neeli Ankhen}% \year{1962}% \starring{Ajeet, Shakeela, Helen, Johny Walker, Raj Mehra, Baalam, Tuntun}% \singer{Mukesh}% \music{Duttaram}% \lyrics{Gulshan Bawra}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10181 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ai merii jaan\-e\-vafaa maine dekhaa hai ye kyaa zulf chehare pe girii chaa.Nd badalii me.n chhupaa ai merii jaan\-e\-vafaa \threedots chalane lagii kyo.n havaa laharaa ke jhuum ke aa_ii hai shaayad terii zulfo.n ko chuum ke \-2 ai merii jaan\-e\-vafaa \threedots ghuu.NghaT uThaayaa teraa ra.ngii.n bahaar ne tuu vo kalii hai jo khil jaa_e pyaar me.n saahil pe dekhaa tujhe lahare.n javaa.N hu_ii.n aur chhuu ke daaman teraa jaane kahaa.N ga_ii.n \-2 ai merii jaan\-e\-vafaa \threedots tere hii dam se to aaj kii raat hasii.n mastii me.n Duubii fizaa lo chalii duur kahii.n gumasum sii baiThii hai kis haal me.n ulajhaa diyaa hai tujhe kis Kyaal ne \-2 ai merii jaan\-e\-vafaa \threedots % #endindian \endsong