% \startsong \stitle{apanaa jinhe.n banaayaa Thukaraa ke wo sidhaare}% \film{Natak}% \year{1947}% \starring{Suraiya, Amar, Sofiya, Kanwar, Sham Kumar, Pratima Devi}% \singer{Suraiya}% \music{Naushad}% \lyrics{Khumar Barabankvi}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12622 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % apanaa jinhe.n banaayaa Thukaraa ke wo sidhaare \-3 TuuTe.n na is tarah se dushman ke bhii sahaare \-3 dil kii har ek dha.Dakan fariyaad ho ga_ii hai aabaad thii jo duniyaa barabaad ho ga_ii hai dar\-dar bhaTak rahe hai.n ham ra.nj\-o\-Gam ke maare \-3 aa.Nkhe.n kahaa.N se laaye.n ye dekhane ko haay ko_ii kisii ko khoye ko_ii kisii ko paaye ha.Ns kar ko_ii guzaare ro kar ko_ii guzaare \-3 biga.De na yuu.N muqaddar badale na yuu.N zamaanaa apane liye qafas hai apanaa hii aashiyaanaa hai.n aaj wo paraaye kal tak jo the hamaare \-3 % #endindian \endsong %