% \startsong \stitle{pyaar kisii se kab hotaa hai ... pyaar kaa matalab rab hotaa hai}% \film{Om Jai Jagadish}% \year{2002}% \starring{Anil Kapoor, Abhishek Bachchan, Fardin Khan, Vahida Rahman, Mahima Chaudhary, Urmila Matondkar, Tara Sharma}% \singer{Udit Narayan, Sonu Nigam, Alka Yagnik, Kavita Subramaniam, Chorus}% \music{Annu Malik}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pyaar kisii se kab hotaa hai jab honaa ho tab hotaa hai pyaar kaa kyaa matalab hotaa hai pyaar kaa matalab rab rab rab rab rab hotaa hai pyaar kisii se \threedots ko_ii mahasuus karake to dekhe ise khuubasuurat se bhii khuubasuurat hai ye khushbuu banake ye saa.Nso.n me.n ghul jaataa hai dil kii bechainiyo.n kii zaruurat hai ye isakii dha.Dakan anjaanii sii isakaa dard ajab hotaa hai pyaar kaa kyaa matalab \threedots naa subah kaa pataa naa khabar shaam kii isakii chaahat me.n hai bas nashaa hii nashaa ko_ii maane naa maane magar sach hai ye sabase hotii hai ik baar aisii khataa isakii pyaas pataa chalatii hai jab ho.nTho.n pe lab hotaa hai pyaar kaa kyaa matalab \threedots % #endindian \endsong