% \startsong \stitle{maine pyaar tumhii.n se kiyaa hai}% \film{Phool Aur Kaante}% \year{1991}% \starring{Ajay Devgan, Madhu}% \singer{Kumar Sanu, Anuradha}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % maine pyaar tumhii.n se kiyaa hai maine dil bhii tumhii.n ko diyaa hai ab chaahe jo ho jaa_e ( mai.n duniyaa se ab na Daruu.N tujhii se mai.n pyaar karuu.N ) \-2 ailaan yahii karane aayaa mai.n aaj yahaa.N marane aayaa rusavaa tujhe mai.n kar jaa_u.ngaa khaa ke zahar ab mar jaa_u.ngaa \-2 maine pyaar tumhii.n se \threedots dilavaale agar mil jaa_e.n yahaa.N phir nii.nd kise phir chain kahaa.N o tere li_e aahe.n bharataa hai dil terii aisii baato.n se Darataa hai dil \-2 maine pyaar tumhii.n se \threedots baa.Nho.n me.n terii din raat rahuu.N jag chho.D duu.N mai.n o tere saath rahuu.N o saa.Nso.n me.n basaa luu.N aaj tujhako tere binaa jiinaa nahii.n mujhako \-2 maine pyaar tumhii.n se \threedots % #endindian \endsong