% \startsong \stitle{chaa.Nd ban ke tum gagan se merii galii me.n aayaa karo}% \film{Pyaar Bharaa Dil}% \year{1991}% \starring{Tanuja, Aloknath, Reema Lagoo, Raza Murad, Rakesh Bedi, Dinesh Hingoo}% \singer{Kumar Sanu, Anuradha}% \music{Nikhil Vinay}% \lyrics{Yogesh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % chaa.Nd ban ke tum gagan se merii galii me.n aayaa karo chorii chorii chupake chupake \-2 mere Kvaab sajaayaa karo rajaniiga.ndhaa banake tum bhii raat me.n khil jaayaa karo ( Kushbuu apanii bhiinii bhiinii ) \-2 saa.Nso.n me.n basaayaa karo chaa.Nd ban ke tum \threedots tum hii bataa_o hosh se kaise mai.n aaKir kaam luu.N aa.Nchal tumhaaraa reshamii dil chaahataa hai thaam luu.N o dhiiraj dharo zid na karo aise naa tum aahe.n bharo yuu.N na chain ga.nvaayaa karo rajaniiga.ndhaa banake \threedots bhar doge merii maa.ng tum jis din piyaa sinduur se us din mere aramaan bhii ho.nge nashe me.n chuur se ghuu.NghaT teraa kholuu.Ngaa mai.n sharamaa_ii to boluu.Ngaa mai.n ab na nain churaayaa karo chaa.Nd ban ke tum \threedots taare kahii.n kho jaa_e.nge ho jaa_egii gum chaa.Ndanii Kaamosh din kii dhuup me.n Duubegii dil kii raaganii jab dhuup ho chhalakii chhalakii badalii banake halkii halkii mere pyaar pe chhaayaa karo chaa.Nd ban ke tum \threedots % #endindian \endsong