% \startsong \stitle{charanadaas ko piine kii jo aadat na hotii}% \film{Pehali Jhalak}% \year{1954}% \starring{Kishor Kumar, Vyjayantimala, Pran, Shammi, Om Prakash, Dara Singh}% \singer{Kishor}% \music{Hemant Kumar}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10229 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % charanadaas ko piine kii jo aadat na hotii to aaj miyaa.N baahar biivii andar na sotii botal se pyaar kiyaa buraa mere yaar kiyaa ghar\-ghar me.n jhaga.Daa din\-raat kaa ye raga.Daa botal ke chaske ne haay mujhe maar diyaa botal se yaaro.n jo ulfat na hotii to aaj miyaa.N baahar \threedots mu.Nh se lage phir zaalim na chhuuTe shaam pa.De hii badan saaraa TuuTe nazaro.n me.n ghuume.n dukaan sharaab kii naak me.n aa_e Kushbuu kabaab kii is par mazaa ki khaalii ho paakiT nazaro.n me.n ghuume.n phir biivii kaa laakiT miTTii ke bhaav jaa ke bech aa_e motii to aaj miyaa.N baahar \threedots jevar se kapa.Daa kapa.De se bartan botal ke paanii me.n Duub gayaa saaraa dhan diyaa naa saal bhar kiraayaa makaan kaa cha.Dh gayaa sir par karjaa paThaan kaa dekho jii haule\-haule apanaa ye haal hu_aa beTaa amiir kaa Than\-Than\-gopaal hu_aa bik ga_e suuT\-buuT rah ga_ii ghotii to aaj miyaa.N baahar \threedots % #endindian \endsong