% \startsong \stitle{kaise manaa_e.N diivaalii ... baarah mahiine diivaalaa}% \film{Paighaam}% \year{1959}% \starring{Dilip Kumar, Vyjayantimala, Rajkumar, Pandhari Bai, Motilal}% \singer{Rafi}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Pradeep}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10090 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kaise manaa_e.N diivaalii ham laalaa apanaa to baarah mahiine diivaalaa ham to hu_e dekho Than Than gopaalaa apanaa to baarah mahiine \threedots duniyaa ye baabuu ba.Dii besharam are karatii hai cha.mpat paraa_ii rakam chalato.n ne kar lii hai muTThii garam bilkul hii ulluu ke paTThe hai.n ham hamaare se to achchhaa hai bani_e kaa saalaa apanaa to baarah mahiine \threedots mar\-mar ke ham roz mehanat kare.n aur yaaro.n ko dekho tijorii bhare.n din\-raat ham to gulaamii kare.n phokaT me.n ye saa.nD chare.n banake hamaare ho.nTho.n pe taalaa apanaa to baarah mahiine \threedots ham to khicha.Dii hii khaate rahe are halavaa lafa.nge u.Daate rahe ham muft me.n jhaa.Duu lagaate rahe ga.ngaa me.n gadhe nahaate rahe daataa terii akl ko hai kaay jhaalaa apanaa to baarah mahiine \threedots % #endindian \endsong