% \startsong \stitle{o duur jaane vaale}% \film{Pyaar Ki Jeet}% \year{1948}% \starring{Suraiyya}% \singer{Suraiyya}% \music{Husnlal-Bhagatram}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % % Contributor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % Credits: % Editor: % \printtitle #indian % o duur jaane vaale \- 2 vaadaa na bhuul jaanaa \- 2 raate.n huI andherii \- 2 tum chaa.Nd ban ke aanaa \- 2 o duur jaane \threedots apane hue paraae, dushman huaa zamaanaa tum bhii agar na aae \- 2 meraa kahaa.N Thikaanaa o duur jaane \threedots aajaa kisii kii aa.Nkhe.n, ro ro ke kah rahii hai.n aisaa na ho ki ham ko \- 2 kar de judaa zamaanaa o duur jaane \threedots % #endindian \endsong %