% \startsong \stitle{o jaanevaale ho sake to lauT ke aanaa}% \film{Bandini}% \year{1963}% \starring{Ashok Kumar, Nutan, Dharmendra}% \singer{Mukesh}% \music{S D Burman}% \lyrics{Shailendra}% % % Contributor: % Transliterator: Venkatasubramanian K Gopalakrishnan (gopala@cs.wisc.edu) % Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Preetham Gopalaswamy (preetham@src.umd.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % o jaanevaale ho sake to lauT ke aanaa ye ghaaT tuu ye baaT kahii.n bhuul na jaanaa bachapan ke tere miit tere sa.ng ke sahaare Dhuu.NDhe.nge tujhe galii\-galii sab ye Gam ke maare puuchhegii har nigaah kal teraa Thikaanaa o jaanevaale\threedots hai teraa vahaa.N kaun sabhii log hai.n paraae parades kii garadish me.n kahii.n tuu bhii kho naa jaae kaa.NTo.n bharii Dagar hai tuu daaman bachaanaa o jaanevaale\threedots de de ke ye aavaaz koii har gha.Dii bulaae phir jaae jo us paar kabhii lauT ke na aae hai bhed ye kaisaa koii kuchh to bataanaa o jaanevaale\threedots % #endindian \endsong %