% \startsong \stitle{nuktaachii.n hai Gam-e-dil usako sunaaye na bane}% \film{Ghalib (Pakistan)}% \year{1962}% \starring{}% \singer{Noorjehan}% \music{Tasdak Hussain}% \lyrics{Mirza Ghalib}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12098 [V S Rawat] % % Song courtesy: http://www.indiascreen.com (Late Shri Amarjit Singh) % Credits: U.V. Ravindra % \printtitle #indian % aa nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil usako sunaaye na bane kyaa bane baat jahaa.N baat banaaye na bane nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil Gair phirataa hai liye yuu.N tere Kat ko ke agar \-2 ko_ii puuchhe ke ye kyaa hai to chhupaaye na bane nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil mai.n bulaataa to huu.N usako magar ai jazbaa\-e\-dil us pe ban jaaye kuchh aisii ki bin aaye na bane nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish Gaalib \-2 ke lagaaye na lage aur bujhaaye na bane nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil usako sunaaye na bane nuktaachii.n hai, Gam\-e\-dil % #endindian \endsong