% \startsong \stitle{kitanaa pyaaraa hai ye cheharaa jis pe}% \film{Raaz}% \year{2002}% \starring{Dino Maria, Bipasha basu, Sonali Kulkarni}% \singer{Udit narayan, Alka yagnik}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kitanaa pyaaraa hai ye cheharaa jis pe ham marate hai.n ye na jaane ise kitanaa pyaar karate hai.n kitanaa pyaaraa hai \threedots dard\-o\-gam mil ke sahe.nge ye iraadaa kar le.n ham naa TuuTe.nge kabhii aa_o ye vaadaa kar le.n ham bikhar jaane ke khayaalo.n se bhii Darate hai.n kitanaa pyaaraa hai \threedots ye safar pyaar kaa hotaa hai ba.Daa hii mushkil gir ke jo sambhale usii ko mile is me.n ma.nzil raah kaisii bhii ho ham shauq se guzarate hai.n kitanaa pyaaraa hai \threedots % #endindian \endsong