% \startsong \stitle{pahalii nazar me.n Darii thii ... ##Thanks## baabuu}% \film{Road}% \year{2002}% \starring{Vivek Oberoi, Manoj Bajpai, Antaraa mali}% \singer{Mohit Chauhan, Sunidhi Chauhan}% \music{Sandesh Shandilya}% \lyrics{Makarand Deshpande}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pahalii nazar me.n Darii thii duusarii me.n bhii Dar ga_ii re sisakii me.n jo saa.Ns bharii thiii shaq se mujh ko bhar ga_ii re dikhaa_ii vo pistaul kiye the jis ne Tuka.De mere mar mar ke jiyaa thaa sadamo.n ne Daale the ghere bhar ga_ii is kii aa.Nkhe.n sun ke aa.Nkh michaulii ho ga_ii re ##Thanks## baabuu baabuu ##Thanks## ##Thanks## jo bolii ##Thanks## to baabuu ko bekaabuu kar ga_ii re aashiq thaa mai.n paiso.n kaa asalii nakalii cheharo.n kaa khuun bhare dhabbo.n kaa bhuuto.n ke shaharo.n kaa ra.ng ke narak kaa ulaTe sulaTe faisalo.n kaa baabuu kahaa.N hai tuu vo vo vo le jaa rahaa hai mujhe baabuu nikal jaa na tuu chhu.Daa na tuu mere dil kaa hai fasaanaa tuu ##Road## pe likhanaa hamaare pyaar kaa afasaanaa re pahalii nazar me.n \threedots dushman thaa mai.n apano.n kaa dushman thaa sapano.n kaa dushman thaa suuraj kaa dushman thaa khushiyo.n kaa naa dar nahii.n naa ghar nahii.n duHkh dard kaa raahii thaa baabuu kasam hai tujh ko dekh tuu hii hai meraa mard tuu hai jahaa.N vo hii meraa saaraa jahaa.N ik jaan hai.n ham ek jaan kasam tujhe hai ##road## kii kasam ##road## se naa haT jaanaa re pahalii nazar me.n \threedots % #endindian \endsong