% \startsong \stitle{ho raam ho avataar ... aisii apanii dostii aisaa apanaa pyaar}% \film{Raam Avtaar}% \year{1988}% \starring{Anil Kapoor, Sridevi}% \singer{Mohammed Aziz, Pankaj Udhas}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ho raam \-3 ho avataar ek duuje ke vaaste marane ko taiyaar \-2 aisii apanii dostii aisaa apanaa pyaar \-2 raam ko de aavaaz ko_ii to aa jaa_e avataar aisii apanii dostii \threedots tuu kyaa jaane bin tere kaise guzare din mere \-2 bichha.D ke tujhase mai.n kitanaa royaa aa.Nsuu gin mere o mitavaa ho dil ne tujhako yaad kiyaa pal pal me.n sau baar aisii apanii dostii \threedots hamane mere saathiyaa alag alag ghar janm liyaa \-2 lagataa hai ham dono.n ne ek maa.N kaa duudh piyaa \-2 o mitavaa ho tere dil par choT lage \-2 dard mujhe ho yaar aisii apanii dostii \threedots % #endindian \endsong