% \startsong \stitle{akele hai.n chale aa_o jahaa.N ho}% \film{Raaz}% \year{1967}% \starring{Rajesh Khanna, Babita, I S Johar}% \singer{Rafi / Lata}% \music{Kalyanji-Anandji}% \lyrics{Shamim Jaipuri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11025 [V S Rawat] % Transliterator: Sudarshana Bhat % Comments: % Editor: Vinay P Jain % \printtitle #indian % % Part 1 (Rafi): % rafii: akele hai.n chale aao jahaa.N ho -2 kahaa.N aavaaz de.n tumako kahaa.N ho akele hai.n chale aao ... tumhe.n ham Dhuu.NDhate hai.n, hame.n dil Dhuu.NDhataa hai -2 na ab ma.nzil hai ko_ii, na ko_ii raastaa hai akele hai.n chale aao ... ye tanhaa_ii kaa aalam aur is par aapakaa Gam -2 na jiite hai.n na marate, bataa_o kyaa kare.n ham akele hai.n chale aao ... % % Part 2 (Lata): % lataa: akele hai.n chale aa_o jahaa.N ho -2 kahaa.N aavaaz de.n tumako kahaa.N ho akele hai.n chale aao ... ye mausam ye nazaare, ye chaa.Nd aur ye sitaare -2 sabhii hai.n yaad lekin, nahii.n mere sahaare akele hai.n chale aao ... merii aa.Nkho.n me.n aa.Nsuu, mere lab pe hai.n aahe.n -2 tumhii.n ko Dhuu.NDhatii hai.n, merii viiraa.N nigaahe.n akele hai.n chale aao ... tarasatii huu.N mai.n jinako, vo din aakar rahe.nge -2 mujhe ummiid hai ye, tumhe.n paakar rahe.nge akele hai.n chale aao ... % #endindian \endsong