% \startsong \stitle{kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa}% \film{Rudraksh}% \year{2003}% \starring{Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Bipasha Basu, Isha Koppikar}% \singer{Richa Sharma, Shankar}% \music{Shankar-Ehsaan-Loy}% \lyrics{Sameer, Arun Bhairav}% % % Contributor: BOL ANAMOL #11832 [V S Rawat] % Producer: Karma Entertainment, Bhairav Film, Nitin Manmohan, Sohail Maklai % Director: Mani Shankar % Audio: Super Cassettes Industries Ltd, T Series, www.t-series.com % Cassette: SHFC 1/3381 Royal Stereo, Cost: Rs 50/- % website: www.rudrakshthefilm.com % \printtitle #indian % ri \: kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa \-2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa \-2 sha.n \: ek anokhii qash\-ma\-qash hai Kud pe meraa ab naa bas hai ri \: ho kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa \-2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa \-2 kahii.n maine dekhaa nahii.n mard aisaa teraa haath lagataa hai maraham ke jaisaa ta.Dap mere dil kii mere kaam aaye mujhe dard me.n bhii to aaraam aaye sha.n \: ho ek nashaa hai jism teraa u.D rahaa hai hosh meraa ri \: o kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa \-2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa \-2 terii ik chhu_an se bahakane lagii hai.n merii garm saa.Nse.n mahakane lagii hai.n naa pahale kisii ne chhu_aa mujhako aise meraa haal kyaa hai bataa_uu.N mai.n kaise sha.n \: ho dil ko paagal karane waalaa teraa jaaduu hai niraalaa ri \: kyaa dard hai kyaa pyaas hai puuchho naa \-2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa \-2 % #endindian \endsong