% \startsong \stitle{is diivaane la.Dake ko ko_ii samajhaa_e}% \film{Sarfarosh/ A Reason To Live}% \year{2000}% \starring{Aamir Khan, Sonali Bendre}% \singer{Alka Yagnik, Aamir Khan}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % arz hai davaa bhii kaam na aa_e ko_ii du_aa na lage mere Kudaa kisii ko pyaar kii havaa na lage aadaab is diivaane la.Dake ko ko_ii samajhaa_e pyaar muhabbat se naa jaane kyuu.n ye ghabaraa_e dard\-e\-dil jaane naa paas mai.n jitanaa aa_uu.n utanii duur ye jaa_e jaa_e haa.n jaa_e is diivaane la.Dake ko \threedots ra.ng naa dekhe ruup naa dekhe ye javaanii kii dhuup naa dekhe arz hai kuchh majanuu bane kuchh raa.njhaa bane kuchh ##romeo## kuchh farahaad hu_e is ra.ng ruup kii chaahat me.n jaane kitane barabaad hu_e vo dekho ishq me.n isake baa.nvarii huu.n mai.n ye bhalaa hai to kyaa burii huu.n mai.n ye la.Dakaa hai phir bhii jaane kyuu.n sharamaa_e jaane kyuu.n sharamaa_e haay sharamaa_e is diivaane la.Dake ko \threedots jaanatii huu.n mai.n ye ta.Dapataa hai pyaar me.n isakaa dil dha.Dakataa hai jise dekho dil kii dhuunii ramaataa hai are ye ma.ndir nahii.n hai shivaalaa nahii.n hai hasiino.n se kah do kahii.n aur jaa_e ye meraa dil hai dharamashaalaa nahii.n hai ye akele me.n aah bharataa hai phir bhii kahane se ye kyuu.n Darataa hai sach kuchh bhii bole naa jhuuThii baat banaa_e jhuuThii baat banaa_e haa.n banaa_e is diivaane la.Dake ko \threedots phuul khilate hai.n bahaaro.n kaa samaa.n hotaa hai aise mausam me.n hii to pyaar javaa.n hotaa hai dil kii baato.n ko ho.nTho.n se nahii.n kahate ye fasaanaa to nigaaho.n se bayaa.n hotaa hai % #endindian \endsong