% \startsong \stitle{suno suno la.Dakiyo.n ... aa yippii yaa yuu}% \film{Silsilaa Hai Pyaar Kaa}% \year{1999}% \starring{Chandrachud Singh, Karisma Kapoor}% \singer{Amit Kumar, Chorus}% \music{Jatin Lalit}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % suno suno la.Dakiyo.n dekho zaraa pyaar se socho hai kyaa faayadaa aisii takaraar se piichhe piichhe aanaa nahii.n hame.n samajhaanaa nahii.n ham aa_e.nge na haath me.n ke ham hai.n titaliyaa.n aa yippii yaa yuu aa yippii yaa_e ye aa yippii yaa yuu aa haa suno suno la.Dakiyo.n \threedots merii jaa.n ai he ruko to ai he sharaarat kyuu.n tum karatii ho mujhe to ai he pataa hai ai he hasii.n ho mujhape maratii ho aa_o na aise kariib tum ke ham hai.n titaliyaa.n aa yippii yaa yuu \threedots ye maanaa ai he hasii.n ho ai he bhalaa kyuu.n aise aka.Datii ho nigaahe.n ai he milaa lo ai he ajii kyuu.n hamase la.Datii ho maanoge aise na baat jo to de.nge gaaliyaa.n aa yippii yaa yuu \threedots % #endindian \endsong