% \startsong \stitle{zamaane ke dekhe hai.n ra.ng hazaar nahii.n kuchh sivaa pyaar ke}% \film{Sadak}% \year{1991}% \starring{Sanjay Dutt, Pooja Bhat}% \singer{Anuradha Paudwal, Abhijit}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % zamaane ke dekhe hai.n ra.ng hazaar nahii.n kuchh sivaa pyaar ke tuu hai sanam merii pahalii muhabbat tujh pe luTaa duu.n mai.n duniyaa kii chaahat zulfo.n ke saaye me.n jiinaa hai mujhako dil kii panaaho.n me.n rakhuu.ngaa tujhako is bekaraarii me.n aaye karaar nahii.n kuchh sivaa \threedots aa ke tuu lag jaa gale mere yaar nahii.n kuchh sivaa \threedots chaahat kaa ra.ngiin aramaan ban ke tum dil me.n rahanaa merii jaan ban ke terii muhabbar me.n mai.n huu.N diivaanii terii amaanat ye zi.ndagaanii har saa.Ns merii hai tujh pe nisaar nahii.n kuchh sivaa \threedots % #endindian \endsong