% \startsong \stitle{saare shahar ke sharaabii o bhaabhii mere piichhe pa.De hai.n}% \film{Sarfarosh}% \year{1985}% \starring{Jitendra, Sridevi}% \singer{Alka Yagnik, Anuradha Paudwal}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % saare shahar ke sharaabii o bhaabhii mere piichhe pa.De hai.n band hu_a meraa ghar se nikalanaa mushkil hu_aa meraa raste me.n chalanaa paa.nv kahaa.n rakhuu.n dil mere kadamo.n ke niiche pa.De hai.n saare shahar ke sharaabii \threedots paniyaa bharane mai.n jaa_uu.n kaise jaa_uu.n to vaapas aa_uu.n kaise janam janam ke vo pyaase galii ke panaghaT pe kha.De hai.n saare shahar ke sharaabii \threedots ##Hey Ma'am! What the heck are they singing there?## ##Drunkards of whole city, Bombay, o sister-in-law!## ##are running after me.## kam nahii.n merii ko_ii sahelii kaahe pha.nsii merii jaan akelii kaun se ye hiire motii nigo.De jaane mujhame ja.De hai.n ##now, what is she saying there?## ##Type of pearls and what diamonds.## ##I don't know, are hanging on my body.## kis kis kaa mai.n naam bataa_uu.n kis kis pe iljaam lagaa_uu.n vo bhii iname.n hai.n shaamil umar me.n jo mujhase ba.De hai.n ##Hello! Hello! What is it now?## ##Those who are elder than me are also## ##standing in line for me.## saare shahar ke sharaabii \threedots % #endindian \endsong