% \startsong \stitle{aa ga_ii are chhappan chhurii ... ek rupayaa doge do do kaam karuu.Ngii}% \film{Sherani}% \year{1988}% \starring{Shatrughan, Sridevi, Pran, Kader Khan, Ranjeet, Jagdeep, Lalita Pawar}% \singer{Anuradha Paudwal}% \music{Kalyanji Anandji}% \lyrics{Verma Malik}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % aa ga_ii are chhappan chhurii chham chham chham karaii aa ga_ii haa.N to kyaa karegii are gaa_egii naachegii jhuumegii aur sabakaa dil bahalaa_egii haa.N to bhaa_ii jaan meharabaan qadaradaan kuchh qadar kiiji_e yaane sirf ek rupayaa diiji_e mere bhaiyaa ek rupayaa ek rupayaa ek rupayaa doge do do kaam karuu.Ngii o pahale gaanaa gaa_uu.Ngii phir salaam karuu.Ngii ek rupayaa doge \threedots zaraa cha.Dhatii javaanii ke nazaare dekhanaa are jalave ye jalave ka.nvaare dekhanaa mai.n to a.Nkhiyo.n me.n bhar duu.Ngii miiThe sapane jo kuchh hai.n tumhaare kuchh mere apane are jo bhii karuu.ngii haa.N haa.N jo bhii karuu.Ngii khule aam karuu.Ngii ek rupayaa doge \threedots mere gaalo.n pe zulf jo machal jaa_egii are ka_iiyo.n kii niiyat badal jaa_egii merii patalii kamar me.n to loch aa_egii diivaane dilo.n ko ye ta.Dapaa_egii ho mai.n to raato.n kii ni.ndiyaa haraam karuu.Ngii ek rupayaa doge \threedots % #endindian \endsong