% \startsong \stitle{hai ye zamii.n hamaarii ... saaraa jahaa.N hamaaraa hai}% \film{Sara Jahan Hamara}% \year{1961}% \starring{Premnath, Shyama, Heeralal, Rajeshwari, Azra, Jankidas}% \singer{Mukesh}% \music{Babul}% \lyrics{Qamil Chandpuri}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10070 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % hai ye zamii.n hamaarii vo aasamaa.n hamaaraa lo aaj vaqt badalaa saaraa jahaa.N hamaaraa hai hai ye zamii.n hamaarii \threedots ham jis taraf chale hai.n duniyaa badal ga_ii hai tuufaan haT gayaa hai aa.Ndhii sa.mbhal ga_ii hai karataa hai naaz khud par har ek javaa.n hamaaraa lo aaj vaqt badalaa \threedots kashtii ko le chale maujo.n pe ham Kushii kii aavaaz aa rahii hai kaano.n me.n zindagii kii roke nahii.n rukegaa ab kaaravaa.n hamaaraa lo aaj vaqt badalaa \threedots ye chimaniyaa.n milo.n kii ye taaj kii miinaare.n ga.ngaa kii bahatii mauj jamanaa ke tej dhaare dharatii kaa zarraa zaraa hai raazadaa.n hamaaraa lo aaj vaqt badalaa \threedots paiGaam de rahe hai.n ham sabako dostii kaa Da.nkaa bajaa rahe hai.n ham duniyaa me.n shaa.nti kaa insaaniyat kaa jhaNDaa hai ab nishaa.n hamaaraa lo aaj vaqt badalaa \threedots % #endindian \endsong