% \startsong \stitle{man saajan ne har liinhaa ... jo mai.n jaanatii bisarat hai.n sai.nyaa}% \film{Shabaab}% \year{1954}% \starring{Bharat Bhushan, Nutan}% \singer{Lata}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10655 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % man saajan ne har liinhaa jo mai.n jaanatii bisarat hai.n sai.nyaa \-2 ghu.NghaTaa me.n aag lagaa detii \-2 mai.n laaj ke ba.ndhan to.D sakhii \-2 piyaa pyaare ko apane manaa letii \-2 ( mere haar\-si.ngaar kii raat ga_ii piyuu sa.ng uma.ng merii aaj ga_ii ) \-2 ghar aa_e naa more saa.Nvariyaa \-2 mai.n to tan\-man unape o mai.n to tan\-man unape luTaa detii jo mai.n jaanatii \threedots ( mohe priit kii riit na bhaa_ii sakhii mai.n banake dulhan pachhataa_ii sakhii ) \-2 hotii naa agar duniyaa kii sharam \-2 unhe.n bhej ke patiyaa.N o unhe.n bhej ke patiyaa.N bulaa letii jo mai.n jaanatii \threedots % #endindian \endsong