% \startsong \stitle{jidhar dekhataa huu.N ... agar terii duniyaa me.n}% \film{Sheroo}% \year{1957}% \starring{Ashok Kumar, Nalini Jaywant, Anoop Kumar, Madan Puri, Om Prakash}% \singer{Rafi}% \music{Madan Mohan}% \lyrics{Kaif Irfani}% % % Contributor: BOL ANAMOL #10598 [V S Rawat] % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % jidhar dekhataa huu.N udhar hai.n a.Ndhere saveraa kahaa.N hai o bhagavaan mere agar terii duniyaa me.n ye Gam rahe.nge to phir terii duniyaa me.n kyaa ham rahe.nge agar terii duniyaa \threedots hai.n tere jahaa.N me.n kahii.n to bahaare.n kahii.n uTh rahii.n hai Gamo.n kii pukaare.n yahii zindagii hai to kyaa Kush rahe.nge agar terii duniyaa \threedots naa itanaa sataa tujhe ham bataa de.n ye aaho.n ke shole naa tujhako jalaa de.n bataa kab talaq ye sitam ham sahe.nge agar terii duniyaa \threedots rahegaa sitam kaa agar ye a.Ndheraa to miT jaa_egaa naam duniyaa se teraa hai maalik bhii jhuuThaa sabhii ye kahe.nge agar terii duniyaa \threedots % #endindian \endsong