% \startsong \stitle{dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai}% \film{Shaan}% \year{1950}% \starring{Suraiya, Rahman, Manorama, David, Amar, Chand, Cukoo, Sapru}% \singer{Suraiya, Rafi, Chorus}% \music{Hansraj Behl}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % % Contributor: BOL ANAMOL #12604 [V S Rawat], 10/02/2004 % \printtitle #indian % su \: ( dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai su \: raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai ) \-2 ra \: ek maze kii baat bataave.n suno kalejaa thaam ke ajii suno kalejaa thaam ke jin me.n kisii kaa pyaar nahii.n hai wo dil bhii kis kaam ke ajii wo dil bhii kis kaam ke maano yaa na maano lekin ba.De pate kii baat hai su \: dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai su \: raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai su \: pyaar kii galiyo.n me.n dilawaale khel na dil kaa khelanaa khel na dil kaa khelanaa Kushiyo.n se mu.Nh mo.D ke ek din dard pa.Degaa jhelanaa dard pa.Degaa jhelanaa qadam\-qadam par is duniyaa me.n ashqo.n kii barasaat hai su \: dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai su \: raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai ra \: dil ko jhuuThaa kahane waalii dil kaa kahanaa maan le ajii dil kaa kahanaa maan le dil hii sonaa dil hii chaa.Ndii dil ko daulat jaan le ajii dil ko daulat jaan le ko \: na na na su \: saat ko ye chhH kah de aur chhH ko kah de saat hai dil ke dhokhe me.n naa aanaa dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai su \: raat ko ye din kah de aur din ko kah de raat hai dil kii jhuuThii zaat hai ko \: ajii dil kii jhuuThii zaat hai % #endindian \endsong %