% \startsong \stitle{aa.Nkh hai bharii bharii aur tum}% \film{Tum Se Achcha Kaun Hain}% \year{2002}% \starring{Nakul Kapoor, Kim Sharma, Aarti Chhabaria}% \singer{Alka Yagnik/ Kumar Sanu}% \music{Nadeem Shravan}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % %Part 1: % aa.Nkh hai bharii bharii aur tum muskuraane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa aur tum dil lagaane kii baat karate ho aa.Nkh hai bharii bharii \threedots mere haalaat aise hai.n ke mai.n kuchh kar nahii.n sakatii ta.Dapataa hai ye dil lekin mai.n aahe.n bhar nahii.n sakatii zakhm haraa haraa aur tum choT khaane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa \threedots zamaane me.n bhalaa kaise muhabbat log karate hai.n vafaa ke naam kii ab to shikaayat log karate hai.n aag hai bujhii bujhii aur tum lau jalaane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa \threedots kabhii jo khvaab dekhaa to milii parachhaa_iiyaa.N mujh ko mujhe mahafil kii khvaahish thii milii tanahaa_iiyaa.N mujh ko har taraf dhu_aa.N dhu_aa.N aur tum aashiyaane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa \threedots % %Part 2: % aa.Nkh hai bharii bharii aur tum muskuraane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa aur tum dil lagaane kii baat karate ho aa.Nkh hai bharii bharii \threedots mere haalaat aise hai.n ke mai.n kuchh kar nahii.n sakataa ta.Dapataa hai ye dil lekin mai.n aahe.n bhar nahii.n sakata zakhm hai haraa haraa aur tum choT khaane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa \threedots zamaane me.n bhalaa kaise muhabbat log karate hai.n vafaa ke naam kii ab to shikaayat log karate hai.n aag hai bujhii bujhii aur tum lau jalaane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa \threedots kabhii jo khvaab dekhaa to milii parachhaa_iiyaa.N mujh ko mujhe mahafil kii khvaahish thii milii tanahaa_iiyaa.N mujh ko har taraf dhu_aa.N dhu_aa.N aur tum aashiyaane kii baat karate ho zi.ndagii khafaa khafaa \threedots % #endindian \endsong