% \startsong \stitle{pyaar pyaar pyaar ... jhuuThaa hii sahii mujhe pyaar karo}% \film{Teraa Jaadu Chal Gayaa}% \year{2000}% \starring{Abhishek Bachchan, Kirti Reddy}% \singer{Sonu Nigam, Alka Yagnik}% \music{Ismail Darbar}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % pyaar pyaar pyaar ye pyaar maine to kahaa sau baar sanam tum bhii to kabhii izahaar karo jhuuThaa hii sahii mujhe pyaar karo mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo ik dard saa dil me.n rahataa hai ik baar ye haalat hotii hai maine to sunaa hai duniyaa me.n ik baar muhabbat hotii hai maine to tumhe.n apanaa maanaa tum bhii to kabhii iqaraar karo jhuuThaa hii sahii \threedots bechain kiyaa tuune mujhako din raat mai.n aahe.n bharatii huu.N kisii aur kii naa chaahat mujhako dilabar mai.n tujhape maratii huu.N maine to haamii bhar lii hai tum chaaho to inkaar karo jhuuThaa hii sahii \threedots % #endindian \endsong