% \startsong \stitle{achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa}% \film{Kaala Paani}% \year{1958}% \starring{Dev, Madhubala}% \singer{Rafi, Asha}% \music{S D Burman}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: % Transliterator: Avinash Chopde (avinash@acm.org) % Credits: rec.music.indian.misc (USENET newsgroup) % Satish Subramanian (subraman@myria.cs.umn.edu) % C.S. Sudarshana Bhat (ceindian@utacnvx.uta.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu) % \printtitle #indian % aashaa: achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa rafii: dekhii sabakii yaarii, meraa dil jalaao naa %aashaa: achcha jii main haari % chalo maan jao naaaa %rafii: dekhi sabki yaari % mera dil jalao naaa % aashaa: (chhoTe se qusuur pe, aise ho khafaa rafii: ruuThe to huzuur the, merii kyaa khataa ) \- 2 aashaa: dekho dil naa to.Do rafii: chho.Do haath chho.Do aashaa: dekho dil na to.Do rafii: are! chho.Do haath chho.Do aashaa: chho.D diyaa to haath maloge samajhe? rafii: ajii samajhe! %aashaa: achcha jii main haari % chalo maan jao naaaa %rafii: dekhi sabki yaari % mera dil jalao naaa aashaa: (jiivan ke ye raaste, lambe hai.n sanam rafii: kaaTe.nge ye zi.ndagii, Thokar khaake ham ) \- 2 aashaa: oy! zaalim saath dele rafii: achchhe ham akele aashaa: zaalim saath dele rafii: are achchhe ham akele aashaa: chaar kadam bhii chal na sakoge samajhe? rafii: haa.N samajhe! %aashaa: achcha jii main haari % chalo maan jao naaaa %rafii: dekhi sabki yaari % mera dil jalao naaa % aashaa: (jaao rah sakoge naa tum bhii chain se rafii: tum to khair luuTanaa jiineke maze ) \- 2 aashaa: kyaa karanaa hai jiike rafii: ho rahanaa kisii ke aashaa: kyaa karanaa hai jiike rafii: are, ho rahanaa kisii ke aashaa: ham naa rahe to yaad karoge, samajhe? rafii: samajhe! aashaa: achchhaa jii mai.n haarii, chalo maan jaao naa rafii: dekhii sabakii yaarii, meraa dil jalaao naa % #endindian \endsong %