% \startsong \stitle{tum bin jiyaa jaa_e kaise ... aa jaa_o lauT kar tum}% \film{Tum Bin}% \year{2001}% \starring{Priyanshu, Sandali Sinha, Rakesh, Himanshu}% \singer{Chitra}% \music{Nikhil Vinay}% \lyrics{Faiz Anwar}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % tum bin kyaa hai jiinaa kyaa hai jiinaa tum bin kyaa hai jiinaa tum bin jiyaa jaa_e kaise kaise jiyaa jaa_e tum bin sadiyo.n se la.mbii hai.n raate.n sadiyo.n se la.mbe hu_e din aa jaa_o lauT kar tum ye dil kah rahaa hai phir shaam\-e\-tanhaa_ii jaagii phir yaad tum aa rahe ho phir jaa.n nikalane lagii hai phir mujhako ta.Dapaa rahe ho is dil me.n yaado.n ke mele hai.n tum bin bahut ham akele hai.n aa jaa_o lauT kar \threedots kyaa kyaa na sochaa thaa maine kyaa kyaa na sapane sajaa_e kyaa kyaa na chaahaa thaa dil ne kyaa kyaa na aramaa.n jagaa_e is dil se tuufaa.n gujarate hai.n tum bin to jiite na marate hai.n aa jaa_o lauT kar \threedots % #endindian \endsong