% \startsong \stitle{pii ke ghar aaj pyaari dulhaniyaa chalii}% \film{Mother India}% \year{1957}% \starring{Nargis, Sunil Dutt, Raaj Kumar, Rajendra Kumar}% \singer{Shamshad}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % % Contributor: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Transliterator: David Windsor (windeng@fac.anu.edu.au) % Date: Sat Jan 27 1996 % Credits: % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@coe.neu.edu) % \printtitle #indian % pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii roe.n maataa pitaa unakii duniyaa chalii bhaiyaa bahanaa ke dil ko lagii Thes re merii qismat me.n jaataa thaa parades re chho.D kar apane baabul kaa aa.Ngan chalii pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii bhaiyaa baabaa ne sukh mohe saare die more gaune me.n chaa.Nd aur sitaare die saath le kar mai.n saaraa gaganadii chalii pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii koii guN Dha.ng na mujh me.n koii baat hai morii chuu.Diyo.n kii laaj ab tore haath hai tore sa.ng mai.n jiivan bhar ko sajanaa chalii pii ke ghar aaj pyaarii dulhaniyaa chalii % #endindian \endsong %