% \startsong \stitle{ham hai.n raajaa raaj kare.n ... na kisii kii bhii paravaah na hii ko_ii Gam}% \film{Vansh}% \year{1992}% \starring{Siddharth, Sudesh Berry, Priyanka, Ektaa, Kader, Anupam, Rima, Beena}% \singer{S P Balasubramaniam}% \music{Anand Milind}% \lyrics{Sameer}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % raajaa raaj kare.n ham hai.n raajaa raaj kare.n na kisii kii bhii paravaah na hii ko_ii Gam saamane ko_ii bhii aa_e hai kisame.n ye dam ham zamaane me.n kisii se nahii.n Dare.n raajaa raaj kare.n \threedots ham to dilajale hai.n ham to manachale hai.n ham saa ko_ii kahaa.n duniyaa ko jhukaane aaye ham diivaane hamase hai ye jahaa.n raabaa.Dii baabaa raat hasii.n mast samaa.n hosh kise dil hai javaa.n na kisii kii bhii paravaah \threedots kam hai zi.ndagaanii tho.Dii hai javaanii le le jam ke mazaa shaayad kal mile na phir ye pal mile na aisaa baiThaa hai kyaa aa_o chalo.n pyaar kare.n ham nigaahe.n chaar kare.n na kisii kii bhii paravaah \threedots kaa.NTo.n pe chale.nge sholo.n me.n jale.nge Dare.nge na kabhii mastii me.n rahe.nge khushiyaa.n chhiin le.nge de.nge ham ha.Nsii ba.ngalaa nahii.n ghar nahii.n ##degree## milii rozagaar nahii.n % #endindian \endsong