% \startsong \stitle{ham hai.n tere tum ho mere chal pyaar kare.nge}% \film{Watan Ke Rakhwaale}% \year{1987}% \starring{Ashok Kumar, Sunil Dutt, Dharmendra, Mithun, Sridevi, Mausami, Divya Rana}% \singer{Kavita Subramaniam, Mohammed Aziz, Munna Aziz}% \music{Laxmikant Pyarelal}% \lyrics{Majrooh}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % ( ham hai.n tere tum ho mere chal pyaar kare.nge tere mere mere tere biich me.n kaun aa_egaa ) \-2 aa_egaa nahii.n to jag nahii.n paa_egaa aise hai.n ham ik dil aise hai.n ham ik jaa.n aa_e tere tere biich me.n kaun aa_egaa zaalim agar zamaanaa hai to Gam kyaa apanaa milan hai janam se janam kaa in baaho.n ke biich me.n aa kar to dekhe aisaa pha.nsegaa ki raah nahii.n paa_egaa tere mere biich me.n \threedots patnii ke a.ng se pati ko uThaane kaun aa_egaa apanii shaamat bulaane aisii pa.Degii ki ghar kaa bhii raastaa rah rah kar sochegaa yaad nahii.n aa_egaa tere mere biich me.n \threedots balakhaa ke niiche hai ghuu.NghaT kii raanii \-2 laharaa ke Dhapalii bajaa_e javaanii ( dekhe ko_ii kyaa karegaa vo apanaa jal jal ke dekhegaa aur chalaa jaa_egaa ) \-2 tere mere biich me.n \threedots % #endindian \endsong