% \startsong \stitle{kisii kii aa.Nkho.n kaa kaajal ... jo pyaar karataa hai}% \film{Yeh Raaste Hain Pyaar Ke}% \year{2001}% \starring{Ajay Devgan, Madhuri Dixit, Preity Zinta}% \singer{Manohar Shetty, Kavita Subramaniam, Anuradha Paudwal}% \music{Sanjeev Darshan}% \lyrics{Anand Bakshi}% % % Contributor: V S Rawat % Transliterator: % Comments: % \printtitle #indian % kisii kii aa.Nkho.n kaa kaajal ban jaataa hai kisii kii zulfo.n kaa baadal ban jaataa hai kisii ke tiiro.n kaa ghaayal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai paagal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai \threedots pyaar me.n jiinaa pyaar me.n maranaa aaj hii kar lo jo hai karanaa der bahut ho jaa_egii varanaa aaj kaa din jo guzar gayaa to kal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai \threedots yaade.n uma.nge.n aramaa.n sapane sabake yahaa.n ghar apane apane ye sach hai ye maanaa sabane shahar ye dil kaa uja.De to ja.ngal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai \threedots dil detaa hai jaa.n letaa hai amR^it me.n viSh bhar detaa hai jiinaa mushkil kar detaa hai pyaar kabhii har mushkil kaa hal ban jaataa hai jo pyaar karataa hai \threedots % #endindian \endsong