% ITRANS SONG \startsong \stitle{mere ai dil bataa, pyaar tuune kiyaa}% \film{Jhanak Jhanak Paayal Baaje}% \year{1955}% \starring{Gopi Krishna, Sandhya, Madan Puri, Manorama, Mumtaz, Jaishri Gadkar}% \singer{Lata/ Lata, Manna Dey}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{Hasrat}% % Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004 % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ \printtitle #indian % Part I aa mere ai dil bataa \-2 pyaar tuune kiyaa, paa_ii mai.nne sazaa kyaa karuu.N \-4 mere ai dil bataa \-2 aa tuu Kushii ke sama.ndar se khelaa kiyaa kis maze se mujhe tuune dhokhaa diyaa tujhako motii mile, mujhako aa.Nsuu mile kyaa karuu.N \-4 mere ai dil bataa \-2 aa tuu to paagal rahaa pyaar ke raag me.n tuune Daalaa mujhe dard kii aag me.n terii kisamat khulii merii duniyaa jalii kyaa karuu.N \-4 mere ai dil bataa \-2 pyaar tuune kiyaa, paa_ii mai.nne sazaa kyaa karuu.N \-4 mere ai dil bataa \-2 % Part II ma \: siitaa ban ko chalii raam ke saath me.n sukh ko Thukaraa diyaa tyaag ke kaa.NTo.n par ha.Ns ke chalatii rahii ye janak kii sutaa la \: mere ai dil bataa kyaa karuu.N \-2 ma \: maharaanii miiraa ne jogan ban mahalo.n kaa tyaag kiyaa le ikataaraa chalii Dhuu.NDhane manamohan kaa kahaa.N pataa #endindian \endsong