% ITRANS SONG \startsong \stitle{o baabuu saab, o mem saab, kyaa rakhaa is taqaraar me.n}% \film{Talaaq}% \year{1958}% \starring{Rajendra Kumar, Kamini Kadam, Ashwini, Sajjan}% \singer{Asha, Manna Dey}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Pradeep}% % Contributor: BOL ANAMOL [V S Rawat], 07/08/2004 % Song Courtesy: http://hindi-movies-songs.com/ \printtitle #indian o baabuu saab o mem saab aa la la o baabuu saab o mem saab kyaa rakhaa is taqaraar me.n zaraa to aa.Nkhe.n dekho milaa ke ba.Daa mazaa hai pyaar me.n are ruuTho na ##sister## man jaa_o ##mister## mil ke raho sanasaar me.n zaraa to aa.Nkhe.n dekho milaa ke ba.Daa mazaa hai pyaar me.n o baabuu saab o mem saab o baabuu saab mem saab achchhii nahii.n hai aapas me.n anaban suno suno shiriiman jii haa.N suno suno shiriiman jii la.Danaa to ##madam## hai ik la.Dakapan isame.n ba.Daa nukasaan jii haa.N suno suno shiriiman jii kyuu.N baiThe haT ke mukha.Daa palaT ke phir se ba.ndho ik taar me.n zaraa to aa.Nkhe.n dekho milaa ke ba.Daa mazaa hai pyaar me.n o baabuu saab o mem saab o baabuu saab mem saab miyaa aur biiwii ke jhaga.Do.n ne raajaa laakho.n gharo.n ko ujaa.Daa miiThii shaitaanii ha.Nsatii me.n raanii ghar ko banaa_o naa akhaa.Daa ab chho.Do ye garmii aane do narmii chho.Do ye garmii aane do narmii Gusse ke tiikhe Kumaar me.n zaraa to aa.Nkhe.n dekho milaa ke ba.Daa mazaa hai pyaar me.n o baabuu saab o mem saab o baabuu saab mem saab dulhan me kisako jo rahanaa hai to ?? Gusse pe kuchh ##control## karo haa.N Gusse pe kuchh ##control## karo apanii aka.D pe ##break## lagaa_o jii jhuuThaa ba.Dappan gol karo Gusse pe kuchh ##control## karo jhaga.Daa na karanaa Duubegii varanaa na_iyaa sabhii majhadhaar me.n zaraa to aa.Nkhe.n dekho milaa ke ba.Daa mazaa hai pyaar me.n o baabuu saab o mem saab o baabuu saab mem saab #endindian \endsong