% ITRANS SONG \startsong \stitle{ye na thii hamaarii qisamat ki visaal\-e\-yaar hotaa}% \film{Ghalib (Pakistani-Film)}% \year{1962}% \starring{}% \singer{Noorjehan, Salim Raza}% \music{Tasadduq Husain}% \lyrics{Mirza Ghalib}% % Contributor: V S Rawat, Aug 7, 2004 % Series: NOOR-E-TARANNUM % Credits: Afzal A Khan \printtitle #indian sa \: ye na thii hamaarii qisamat ki visaal\-e\-yaar hotaa nuu \: agar aur jiite rahate yahii i.ntazaar hotaa ye na thii hamaarii qisamat ko_ii mere dil se puuchhe ko_ii mere dil se puuchhe tire tiir\-e\-niim\-kash ko tiir\-e\-niim\-kash ko ye Kalish kahaa.N se hotii jo jigar ke paar hotaa ye na thii hamaarii qisamat sa \: yeh kahaa.N kii dostii hai ke bane hai.n dost naaseh ke bane hai.n dost naaseh ko_ii chaaraasaaz hotaa ko_ii Gam\-gusaar hotaa ye na thii hamaarii qisamat nuu \: kahuu.N kisase mai.n ke kyaa hai kahuu.N kisase mai.n ke kyaa hai shab\-e\-Gam burii balaa hai shab\-e\-Gam burii balaa hai mujhe kyaa buraa thaa maranaa agar ek baar hotaa ye na thii hamaarii qisamat ki visaal\-e\-yaar hotaa #endindian \endsong