% ITRANS SONG \startsong \stitle{ho tujhape salaam, ai mere naakaam\-e\-mohabbat}% \film{Sohni Mahiwal}% \year{1946}% \starring{Begum Para, Ishwarlal}% \singer{Zohrabai, G M Durrani}% \music{Lal Mohammad}% \lyrics{Munshi Dil}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian zo \: ho tujhape salaam ho tujhape salaam, ai mere naakaam\-e\-mohabbat naakaam\-e\-mohabbat pahu.Nchaa de sabaa pahu.Nchaa de sabaa, usako ye paiGaam\-e\-mohabbat paiGaam\-e\-mohabbat aa.Nkho.n ( aa.Nkho.n me.n nazar aataa hai a.njaam\-e\-mohabbat a.njaam\-e\-mohabbat ) \-2 jiitii huu.N mai.n le-le ke faqat naam\-e\-mohabbat \-2 haa.N naam\-e\-mohabbat \-2 ho tujhape salaam \-2 du \: tumase to shikaayat nahii.n tumase to shikaayat nahii.n, qismat kaa gilaa hai ye mujhako silaa dil ke lagaane kaa milaa hai \-2 ro_uu.N to mere haal ro_uu.N to mere haal pe ha.Nsataa hai zamaanaa \-2 ai jaan\-e\-mohabbat ai jaan\-e\-mohabbat mujhe bhuul na jaanaa \-2 ho tujhape salaam \-2 zo \: mai.n terii huu.N mai.n mai.n terii huu.N mai.n terii zamaane ko Kabar hai zamaane ko Kabar hai jo haal udhar teraa wohii haal idhar hai \-2 ho tujhape salaam \-2 du \: tum qaid hu_ii.n milane se majabuur huye ham \-2 zo \: ye qaid kyaa chiiz Kudaa_ii ko jalaa duu.N fariyaad ke naalo.n se qayaamat ko jagaa duu.N aasaa.N nahii.n duniyaa se muhabbat kaa miTaanaa #endindian \endsong