% \startsong \stitle{ra.ngiilaa re tere ra.ng me.n, yuu.N ra.ngaa hai meraa man}% \film{Prem Pujari}% \year{1970}% \starring{Waheeda Rahman, Dev Anand}% \singer{Lata}% \music{S D Burman}% \lyrics{Neeraj}% % % Contributor: Subramanya Rao (subbu@ee.cornell.edu) % Transliterator: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % Date: Tue Aug 8 1995 % Credits: Arun Verma (verma@cs.cornell.edu) % Malini Kanth % Editor: Rajiv Shridhar (rajiv@hendrix.coe.neu.edu) % \printtitle #indian % (ra.ngiilaa re, tere ra.Ng me.n yuu.N ra.Ngaa hai meraa man chhaliyaa re, na bujhe hai kisii jal se yah jalan) \- 2 o ra.ngiilaa re palako.n ke jhuule se sapano.n kii Dorii pyaar ne baa.Ndhii jo tuune vo toDii khel yah kaisaa re, kaisaa re saathii diyaa to jhuume.n hai.n roye hai.n baakii kahii.n bhii jaaye re, roye yaa gaaye re chain na paaye re hiyaa vaah re pyaar vaah re vaah ra.ngiilaa re \threedots duHkh meraa dulhaa hai birahaa hai Dolii aa.Nsuu kii sa.Dii hai aaho.n kii cholii aag mai.n piyuu.N re jaise ho paanii naarii divaanii huu.N pii.Daa kii raanii manavaa yuu.N jale hai, jag saaraa chhale hai saa.Ns kyo.n chale hai piyaa vaah re pyaar vaah re vaah ra.Ngiilaa re \threedots ra.ngiilaa o ra.ngiilaa mai.nne to sii.nchii re terii ye raahe.n \- 2 baaho.n me.n terii kyo.n auro.n kii baahe.n kaise tuu bhuulaa vo phuulo.n sii raate.n samajhii jab aa.Nkho.n ne aa.Nkho.n kii baate.n aa.Nv bhar jhuuThaa re, sapanaa har TuuTaa re phir bhii tuu ruuThaa re piyaa vaah re pyaar vaah re vaah ra.ngiilaa re, ra.ngiilaa re % #endindian \endsong %