% ITRANS SONG \startsong \stitle{kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai}% \film{Bhakta Ramadasu (Telugu-Film)}% \year{1960s}% \starring{}% \singer{Rafi, Chorus}% \music{}% \lyrics{}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian kaahe kaa ronaa kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai ho ke rahegaa jo honaa hai ho ke rahegaa jo honaa hai \-2 kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai \-2 jab tak hamako jiinaa hai \-2 dukh sahanaa aa.Nsuu piinaa hai kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai dukh me.n hii aaraam milegaa \-2 dukh me.n hii bhagawaan milegaa raam\-bhagat ban jaane hii se shaktii kaa saamaan milegaa kaahe kaa ronaa\-dhonaa hai naam raam kaa bol re baabaa \-4 ko \: raam\-raam siitaa\-raam \-2 naam raam kaa bol re baabaa \-4 ko \: raam\-raam siitaa\-raam \-9 #endindian \endsong