% ITRANS SONG \startsong \stitle{nadiyaa me.n uThaa hai shor ... nadii kinaare ... shaam suhaanii aa_ii}% \film{Babul}% \year{1950}% \starring{Nargis, Dilip Kumar, Munavvar Sultana, Amar}% \singer{Talat, Shamshad, Rafi, Chorus}% \music{Naushad}% \lyrics{Shakeel}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian ko \: jhi.ngo.Daa, jhi.ngo.Daa, jhi.ng jho laa_ii ha_i ho rabbaa ha_i ho ra \: nadiyaa me.n uThaa hai shor chhaa_ii hai ghaTaa ghanaghor jaanaa duur hai sha \: haa nadii kinaare, saath hamaare, shaam suhaanii aa_ii chaa.Nd ke rath par baiTh ke jhil\-mil \-2 raath kii raanii aa_ii shaam suhaanii aa_ii ta \: aa ha ha haa naye zamaane, naye taraane, le ke jawaanii aa_ii sun\-sun jisako naach uThe dil \-2 aisii kahaanii laa_ii shaam suhaanii aa_ii ko \: jhi.ngo.Daa, jhi.ngo.Daa, jhi.ng jho laa_ii ha_i ho rabbaa ha_i ho \-4 ra \: nadiyaa me.n uThaa hai shor chhaa_ii hai ghaTaa ghanaghor jaanaa duur hai sha \: o dharatii par aakaash hai jab tak ho dil kaa nagar aabaad rahegaa ta \: Dhalataa suuraj dhuup sunaharii aaj kaa mausam yaad rahegaa \-2 sha \: rut ye ra.ngiilii pyaar kii saajan \-2 ban ke nishaanii aa_ii shaam suhaanii aa_ii do \: nadii kinaare, saath hamaare, shaam suhaanii aa_ii ta \: aa #endindian \endsong