% ITRANS SONG \startsong \stitle{jaane merii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa}% \film{Pyar Ki Jeet}% \year{1962}% \starring{Kalpana, Mahipal, Indira, Mohan Choti}% \singer{Asha, Rafi}% \music{Sudhir Phadke}% \lyrics{Qamar Jalalabadi}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 7, 2004 \printtitle #indian ra \: jaane merii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa dekhaa hai kyaa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa \-2 mukha.De pe nanhii\-nanhii buu.Ndo.n ke dhaare chandaa ke saath jaise chhoTe\-chhoTe taare din me.n hai.n taare ye jaaduu hai kyaa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa \-2 aa \: jaane terii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa dekhaa hai kyaa ra \: paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa \-2 aa \: nain kisii ke rote hai.n apanaa ?? din kii laalii me.n dekh aa_ii sapanaa a.ng\-a.ng kisane ra.ng bharaa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa \-2 ra \: mai.n huu.N pujaarii tuu merii kalaa hai jahaa.N tere pag wahaa.N man bhii chalaa hai kyaa hai ye naataa zaraa tuu hii bataa paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa \-2 aa \: jaane terii a.nkhiyo.n ne dekhaa hai kyaa dekhaa hai kyaa ra \: paanii se nikalaa hai chaa.Nd nayaa \-2 #endindian \endsong