% ITRANS SONG # 15143; Created on Aug 16, 2004 \startsong \stitle{duniyaa ke dukh hare hai.n tumane}% \film{Jhanjhar?}% \year{1953?}% \starring{Kamini Kaushal, Sajjan, Usha Kiran, K N Singh???}% \singer{Lalita Deolkar?}% \music{C Ramchandra?}% \lyrics{Rajinder Krishan?}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Aug 14, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com % The above pstats were mentioned at the above site. % however the song does not feature under the said film in the kosh, % nor could I find it in 1931-1970 \printtitle #indian duniyaa ke dukh hare hai.n tumane \-2 hamaare bhii dukh haro gopaal \-2 he giradhaarii, he banawaarii \-2 naT\-naagar\-nandalaal \-2 maat\-pitaa tum, bandhu\-sakhaa tum \-2 tum hii.n sab kuchh swaamii hamare dukh ko_ii kyaa jaane \- jaano antaryaamii \-2 charan\-kamal me.n tumare hamane \-2 jiiwan\-phuul diyaa hai Daal \-2 hamaare bhii dukh haro gopaal tum anaath ke naath prabhuu ho \-2 sabake sa.ngii\-saathii \-2 tumarii jot me.n hamane milaa dii apanii jiivan\-baatii \-2 raakho laaj hamaarii tum hii.n he jag ke rakhawaal \-2 hamaare bhii dukh haro gopaal duniyaa ke dukh hare hai.n tumane hamaare bhii dukh haro gopaal haro gopaal gopaal #endindian \endsong