% ITRANS SONG \startsong \stitle{hame.n ko_ii Gam hai tumhe.n ko_ii Gam hai}% \film{Bhaagam Bhaag}% \year{1956}% \starring{Kishore Kumar, Shashikala, Smriti Biswas}% \singer{Asha, Rafi}% \music{O P Nayyar}% \lyrics{Majrooh}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian aa \: ( hame.n ko_ii Gam hai tumhe.n ko_ii Gam hai muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai ) \-2 ra \: hame.n bha_ii Dar hai ( yahaa.N to Gam kaa saath hai Kushii ik jhuuthii baat hai ) \-2 aa \: ( uThaa nazaro.n ko beKabar ajab jalawo.n kii raat hai ) \-2 pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n jalawo.n kaa ra.ng bhar le muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai ra \: hame.n bha_ii Dar hai ( ha.Nsii ho.nTho.n pe kho ga_ii jawaanii hamako ro ga_ii ) \-2 aa \: ( balam kyuu.N duur jaaye tuu mohabbat me.n hai zi.ndagii ) \-2 pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n jalawo.n kaa ra.ng bhar le muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai ra \: hame.n bha_ii Dar hai ra \: ( zaraa ko_ii hamako thaamanaa chhalak jaaye Gam kaa jaam naa ) \-2 aa \: ( ganiimat hai ye raat bhii hai dil se dil kaa saamanaa ) \-2 pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n jalawo.n kaa ra.ng bhar le muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai ra \: hame.n bha_ii Dar hai ra \: ( kahuu.N kyaa kaisii der hai Kushii ko dil se bair hai ) \-2 aa \: ( mohabbat kyaa hai baalamaa dilo.n kaa her\-pher hai) \-2 pahalii nazar me.n, dil me.n jigar me.n jalawo.n kaa ra.ng bhar le muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai hame.n ko_ii Gam hai tumhe.n ko_ii Gam hai muhabbat kar, zaraa nahii.n Dar, kise kal kii Kabar hai ra \: hame.n bha_ii Dar hai #endindian \endsong