% ITRANS SONG \startsong \stitle{zi.ndagii dii thii jo ... ye aarazuu thii kabhii ham bahaar dekhe.nge}% \film{Baarish}% \year{1957}% \starring{Devanand, Nutan, Jagdish Sethi, Lalita Pawar, Gop, Anwar, Kumkum}% \singer{Lata}% \music{C Ramchandra}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % Contributor: [BOL ANAMOL], V S Rawat, Oct 22, 2004 % Song Courtesy: http://www.indianscreen.com \printtitle #indian zi.ndagii dii thii jo jiine kaa mazaa kyuu.N na diyaa o merii qisamat me.n ye aaraam kyuu.N na diyaa kyuu.N na diyaa ye aarazuu thii kabhii ham bahaar dekhe.nge \-2 kise pataa thaa Kizaa.N baar baar dekhe.nge karaar paa ke bhii qisamat me.n bekaraarii hai \-2 wo aur ho.nge jo jii kaa karaar dekhe.nge \-2 abhii to pyaar kaa ik Kaab hamane dekhaa hai \-2 gale me.n kab terii baa.Nho.n kaa haar dekhe.nge \-2 teraa milaap jidaa_ii se kam nahii.n hai sanam \-2 tamaam umr teraa i.ntazaar dekhe.nge \-2 ye aarazuu thii kabhii ham bahaar dekhe.nge #endindian \endsong